Agar Kho Gaya Ek Nasheman To Kya Gam … Maqamat-e-Ah-o-Fugan Aur Bhi Hain

sitaron se age jahan aur bhi hain
abhi ishq k imtihan aur bhi hain

tahi zindagi se nahin ye fazayen
yahan saikaron karawan aur bhi hain

kanat na kar alam-e-rang-o-bu par
chaman aur bhi, ashiyan aur bhi hain

agar kho gaya ek nasheman to kya gam
maqamat-e-ah-o-fugan aur bhi hain

tu shahin hai parwaz hai kam tera
tere samne asman aur bhi hain

isi roz-o-shab mein ulajh kar na rah ja
k tere zamin-o-makan aur bhi hain

gae din k tanha tha main anjuman mein
yahan ab mere razadan aur bhi hain

Agar Khoo Gaya Aik Nasheman To Kia Gham

Agar Khoo Gaya Aik Nasheman To Kia Gham

Har Ek Kaa Hai Islam YahaaN – Hesham Syed

This poem depicts the general religious and social chaos in our society be it Pakistan or Muslim Umma – the various forms of Fitnas and fabricated religions are germinating each day and the whole society is getting fragmented – Lies and Deciets have engulfed the Truth – and the a large number of people have lost their sense of direction – Nothing can be more conclusive than what has been stated by Prophet Muhammed ( saw ) :

“There will come upon the people years of deceit in which the liar will be believed, the truthful disbelieved, the treacherous will be trusted and the trustworthy held to be treacherous, and the despicable will speak out. It was asked: “Who are the Despicable Ones O Messenger of Allah?’ He said: “The lowly, ignoble man who speaks out about the public affairs.” (Hassan: Ahmad (7899), Ibn Maajah (4036), Ahmad (8440)..

Har Ek Ka Hai Islam Yahan - Hesham Syed

Har Ek Ka Hai Islam Yahan - Hesham Syed

If some of you can not see the complete image above. You can read the poem in pdf document embedded below:

[Editor’s Note: Poem submitted by Hesham Syed to zaidhamidexposition]